Pages

Friday, July 19, 2013

Transits and Astakvarg (Gochar aur Asthakvarg)

1 Astakvarg me 8 se 0 tak bindu prapt karne bali ek rashi me gochar karne par surya nimlikhit parinam deta hai:

8 point =Shasan ki anukampa, uchch samajik star
7 point = yash, kriti aur man samman ki vridhi
6 point = dhan sampati ka sanchaya, uttam vyaktitvya
5 point = dharm ki or rujhan, vidyt vyaktyoki sangati
4 point = aachchha charitrya, samanya jivan
3 point = atydhik vyya, saririk samasya
2 point= apman, nirasa
1 point = rog, chintae
0 point = sabhi prakar ke kasta

2 Chandra parinam

8 point = uchcha adhikaryo ki dyara pasand kiya jana, man aur samman
7 point = dayawan, bhaya mukt, shovrahit hridaya
6 point = sadachari aur uchit gun, dhan sampati ka sanchaya
5 point =atydhik sahansilta, sahisnuta, naitik utsah
4 point = santusti
3 point = parivarik matvhad
2 point= samman, dhan sampati aur swasthaya ki hani
1 point = anwasyak kanuni bibad me fasna
0 point = kasta , mansik kshinta

3. Mangal parinam

8 point = vyapar, banijya aur bhumi ke kraya bikriya me badi unnati
7 point = sashak dwyara samman, manwanchit vyastuo ki prapti
6 point = sage, sambandhiyo ki dyara smradhi aur khusiya
5 point = santan aur bitta ke dyara praptiya
4 point = kabhi aanand aur kabhi shok
3 point = bhai ya bhaiyo se biyog
2 point= dravay wa arthik bibad
1 point = aswstha
0 point = durghatana aur bar bar hone bale rog

4. Budh parinam

8 point = raja se aadar, dhan sampati ka sanchaya,
7 point = jivansatthi se prasanta, tirthayatra
6 point = niti vishaya ki vyavhar, navin karyo me safalta
5 point = prasadi, sahas, uchcha samajik sithiti
4 point = aalsya
3 point =vbibad aur chintaye
2 point= aswstha
1 point = kanuni vibad, karawas
0 point = dhan sampati aur swasthaya ki hani

5. Birhspati parinam

8 point =man, ek uchcha pad par padonanati
7 point = jivansathi aur santati ke sath gahara lagaw
6 point = sutruyo par vijaya, such subidha ki vstuo ka sanchaya
5 point = hathme liye karyo me safalta
4 point = gyan ka anuchit prayog
3 point = mansik kshinta
2 point= pourush aur santan ki hani
1 point = sutruo ka bhaya
0 point = mansik chintaye aur aasptal me bharti

6 Sukrya parinam

8 point = prafullit karne bala vyktitya, sukh subidha ki sambadansil vstuoka sanchaya
7 point = bhumulya vstuo aur keshar ki prapti
6 point = viprit ling ke jatako ka ek bada mitra samuh
5 point =samaj me ek aachhi sithiti
4 point = samanya, byaparik gatividhiya
3 point = padosiyo se parisaniya
2 point = apman, apyash
1 point = rugnta
0 point = durvhagya se kasta sahna

7 Sani parinam

8 point = Ved-vedanta ka gyan, uchcha samajik sithiti
7 point = kala aur hasta kala me nipunta, aakarshak rangrup
6 point = shaktishali aur samuh ka neta ban jata hai
5 point = dhan sampati aur samridhi ki prapti
4 point = jatko ke uske samajik dyara se pareshaniya
3 point = swasthya aur dhan sampati ki hani
2 point= karawas aur rugnata
1 point = gairkanuni kriya kalap
0 point = atyadhik aarthik haniya

No comments: