1
Astakvarg me 8 se 0 tak bindu prapt karne bali ek rashi me gochar karne par
surya nimlikhit parinam deta hai:
8
point =Shasan ki anukampa, uchch samajik star
7
point = yash, kriti aur man samman ki vridhi
6
point = dhan sampati ka sanchaya, uttam vyaktitvya
5
point = dharm ki or rujhan, vidyt vyaktyoki sangati
4
point = aachchha charitrya, samanya jivan
3
point = atydhik vyya, saririk samasya
2
point= apman, nirasa
1
point = rog, chintae
0
point = sabhi prakar ke kasta
2
Chandra parinam
8
point = uchcha adhikaryo ki dyara pasand kiya jana, man aur samman
7
point = dayawan, bhaya mukt, shovrahit hridaya
6
point = sadachari aur uchit gun, dhan sampati ka sanchaya
5
point =atydhik sahansilta, sahisnuta, naitik utsah
4
point = santusti
3
point = parivarik matvhad
2
point= samman, dhan sampati aur swasthaya ki hani
1
point = anwasyak kanuni bibad me fasna
0
point = kasta , mansik kshinta
3.
Mangal parinam
8
point = vyapar, banijya aur bhumi ke kraya bikriya me badi unnati
7
point = sashak dwyara samman, manwanchit vyastuo ki prapti
6
point = sage, sambandhiyo ki dyara smradhi aur khusiya
5
point = santan aur bitta ke dyara praptiya
4
point = kabhi aanand aur kabhi shok
3
point = bhai ya bhaiyo se biyog
2
point= dravay wa arthik bibad
1
point = aswstha
0
point = durghatana aur bar bar hone bale rog
4. Budh
parinam
8
point = raja se aadar, dhan sampati ka sanchaya,
7
point = jivansatthi se prasanta, tirthayatra
6
point = niti vishaya ki vyavhar, navin karyo me safalta
5
point = prasadi, sahas, uchcha samajik sithiti
4
point = aalsya
3
point =vbibad aur chintaye
2
point= aswstha
1
point = kanuni vibad, karawas
0
point = dhan sampati aur swasthaya ki hani
5.
Birhspati parinam
8
point =man, ek uchcha pad par padonanati
7
point = jivansathi aur santati ke sath gahara lagaw
6
point = sutruyo par vijaya, such subidha ki vstuo ka sanchaya
5
point = hathme liye karyo me safalta
4
point = gyan ka anuchit prayog
3
point = mansik kshinta
2
point= pourush aur santan ki hani
1
point = sutruo ka bhaya
0
point = mansik chintaye aur aasptal me bharti
6 Sukrya
parinam
8 point = prafullit karne
bala vyktitya, sukh subidha ki sambadansil vstuoka sanchaya
7
point = bhumulya vstuo aur keshar ki prapti
6 point = viprit ling ke jatako ka ek bada mitra samuh
5
point =samaj me ek aachhi sithiti
4
point = samanya, byaparik gatividhiya
3
point = padosiyo se parisaniya
2
point = apman, apyash
1
point = rugnta
0
point = durvhagya se kasta sahna
7 Sani
parinam
8 point
= Ved-vedanta ka gyan, uchcha samajik sithiti
7
point = kala aur hasta kala me nipunta, aakarshak rangrup
6
point = shaktishali aur samuh ka neta ban jata hai
5
point = dhan sampati aur samridhi ki prapti
4
point = jatko ke uske samajik dyara se pareshaniya
3
point = swasthya aur dhan sampati ki hani
2
point= karawas aur rugnata
1
point = gairkanuni kriya kalap
0
point = atyadhik aarthik haniya
No comments:
Post a Comment